Yadi aap janna chahate hai ki emoji kya hote hai aur inka use kaise aur kab kiya jaata hai to iss post ko pura padhe.
Sabhi Whatsapp, Facebook, Google+, Twitter or bhi bahut se social media ka use daily chatting ke liye kiya jaata hai,Ye sabhi Emoji communication ke liye badiya options hai.
Hum yah “whatsapp emoji meaning in hindi” ko janege inn sabhi emoji ko kaise aap apni chatting me use karke apne communication ko aur bhi badiya bna sakenge.
Aap bhi apni chatting ko badiya dikhne ke liye inka upyog kar sakte hai.To chaliye baat karte hai 10 Important Emoji Meaning List in Whatsapp Hindi Apni Chatting Ko Attractive Banane Ke Liye Sahi Meaning Ke Sath
Kya aap jaante hai,hal hi me Oxford dictionary ne “Face with tears of joy” emoji ko word of the year ke roop me chuna hai.
Humme se kai log smartphone or internet par chat ke samay alag-alag tarah ki emoji ka use karte hai.
Lekin words ke bina emoji ke jariye kiye jaane bale chat me hum aksar galat emoji send kar dete hai,Jiski ek bajah hai emoji ki sahi tarah se pahchan naa hona.
Yah kuch 10 emoji ke baare me btaya jaa raha hai jinka jyada use kiya jaata hai chatting karte time.
What is this Emoji in Hindi – 10 Best Emoji Meaning List in Whatsapp :
What is this Emoji :
Emoji ek icon ya symbol ki tarah hote hai jinki madad se hum humari feeling ko bina kuch likhe saamne baale uss insaan ko btate hai jo humse chatting kar raha hota hai.
1. Face With Tears Of Joy :
2. Loudly Crying Face :-
* 3 Badiya Tools Whatsapp SMS Ko Attractive Banane Ke Liye.
3. Sleepy Face :
4. Smiling Face With Open Mouth And Cold Sweat :
* 7 Ultimate Google Chrome Extension Kaam Ko Easy Banane Ke Liye.
5. Face With Cold Sweat :
6. Weary Face :-
7. Persevering Face :-
* Short Story On Honesty With Moral In Hindi.
8. Angry Face :-
9. Pouting Face :
10. Hi Five :-
Maximum log namaskar karne ke liye yah emoji use karte hai,Lekin iska real mtlab hai Hi-five. Yah 2 alag-alag logo ke hath hai. jinhe be aapas me Milne ke samay takra rahe hai.
Dosto aapko iss post What is this Emoji in Hindi se aapko kaafi kuch sikhne ko mila hoga. Ab aap emoji meaning list ka use whatsapp me karke apni chatting ko badiya bna sakte hai.
Yadi aapke paas koi suggestion hai to Comment karke btaye. Apne friends ko share karna naa bhule. Issi tarah post paane ke liye humse jude rahe.