WhatsApp Message Likhne Ke Stylish 3 Tarike 2022

How to Type Bold Italic Whatsapp Messages in Hindi : Dosto aaj hum baat karenge whatsapp me stylish text message (SMS) kaise likh sahte hai. Yah hum bold, italicStraikthroo style letter likhne ke kuch tarike btayenge. 

Whatsapp ke 3 tools ke baare me jo aapke message ko Attractive bna sakte hai. Puri jankari ke  liye ise pura read kare.

Aap isko ache se jaante hi honge jo ki ek badiya social media platform hai Or saayad hi yesa koi hoga jo android mobile chalata ho or whatsapp ka use naa karta ho.

Whatsapp samay-samay par naye features laate hi rahta hai jo ise or bhi friendly or usefull banata hai.

Jab aapka koi friend aapko msg karta hai to aap uske jariye msg ek alag hi tarike se type kiye huye milta honga yesa hi msg sayad aapne kahi dekha ho.Ye msg naye tools ka use karke likhe jaate hai 

Aap bhi inn tools ko jaan sakte hai or apne msg ko alag hi andaj me type kar apne friends ko impress kar sakte hai.

To chaliye jante hai How to Type Bold Italic Whatsapp Messages in Hindi.


3 Badiya Tools Whatsapp Sms Ko Attractive Banane Ke Liye


To chaliye saare tools ke baare me ek ke baad ek jaante hai.

How to Type Bold Italic Straikthroo Whatsapp Messages in Hindi :

Bold Text :-

Ye bahut hi easy hai ,aap jis bhi sentence yaa word ko Bold karna chahte hai uske pahle or baad me Asterisk matlab * ko type kare.

Example :- Hum example ke liye “Hello” word ko lete hai. Dekhiye kaise Bold text me likh sakte hai. Jab aap *Hello* likhenge to bah Hello najar aayega.Isi tarah kisi bhi word yaa sentence ko likh sakte hai.

Best WhatsApp Tools : Etelic Text  –

Yah bhi simple tarike se ho jaata hai,Jis bhi word yaa sentence ko Etelic karna hai uske pahle or baad me Underscore matlab ka use karte hai.

Example :- Hello ko Etelic likhne ke liye Hello ke pahle or baad me _ lagate hai . Hello ko _Hello_ likhne par bah Hello dikhai dega.

5 Best Android WhatsApp Tricks And Tips in Hindi.

Straikthroo :-

Yah bhi easy hai,iske liye aapko jis bhi word yaa sentence ko straikthroo matlab cut karna hai,uske pahle or baad me Teelde yaani ~ ka use kare.

Example :- Yadi aap ~Hello~ likhenge to bah Hello najar aayega.

I hope aapko ye WhatsApp Message Likhne Ke Stylish 3 Tarike achche lage honge. Yadi aapka koi suggestion hai to comment kare Aur humse jude rahe. Apne dosto ko ye post share karna naa bhule.Thanks.

Leave a Comment