Top 3 Best Duplicate Image Finder Software in Hindi : Best Software ki madad se Same Image ko remove kare. Aaj ke samaya me har koi computer ka use kar raha hai.
Yese me kai baar me jagah ki kami ke chalte kai achhi chije miss ho jati hai.
Iss jankari ke jariye aap apne computer ke hard disk ki space ko bacha sakte hai, kuch aasan se software ko download karke.
Bahut baar computer ki hard disk me bahut se image ,file,folder 2 baar save rahte hai jisse aapki hard disk full ho jati hai.
Aur inn double image, file, folder ko khojane or delet karne me kafi samay lagata hai.
Yese me samay bachate huye kaam ko aasan karne ke liye aap kuch software ka use kar sakte hai.
To fir chaliye jaante hai kon se software hai. To chaliye jante hai kaise 3 Best Duplicate Image Finder ki Madad Se Hard Disk Par Ek Jaisi Image Ko Hata sakte hai.
Top 3 Best Duplicate Image Finder Software in Hindi – Same Image को Remove करे –
#1. DupDetector Software
Sabse pahle aapko niche diye gaye web pate ko apne browser me open kare.www.freeware-guide.com/rareware/DupDetector.html
Yaha ek naya page open hoga,Iss page ko thoda scroll karne par niche download ka option aayega. Aapko download par click kar iss software ko download karna hai.
* Online Shopping in Hindi – Saman Ko Image Se Search Karke Kharide
* Online Shopping in Hindi – Saman Ko Image Se Search Karke Kharide
Yaha par aap aasani se chote sign ke iss freeware ko download kare.Yaha aap kisi Drive, Folder, Image ko chun kar uske duplecets ko khoj sakte hai or fir unhe delet kar sakte hai. Yah bahut hi aasan or easy hai.
#2. Best Software in Hindi – Duplifinder Software :
Sabse pahle niche diye gaye web pate ko apne browser me type kar open kare.http://duplifinder.codeplex.com/
Naya page samne aayega isme download ka option dikhega usse click kare or software ko download kar le. Menu tab se aap ise aasani se download kar sakte hai.
Yah bahut hi easy hai use karne me, ki aap aasani se duplecet collection ko khoj kar delet kar sakte ho.
Yah bahut hi easy hai use karne me, ki aap aasani se duplecet collection ko khoj kar delet kar sakte ho.
#3. Double killer Software :-
Sabse pahle apne web browser me niche diye web pate ko type kar open kare.www.bigbangenterprises.de/en/doublekiller/
Iss link ko apne browser me open karne ke baad ek page open hoga usme download ke option par click kar iss software ko download kare.
Aur use karna start kare. Isme ek nai chij ye hai ki, Yah images ko text format me bhi show karta hai jisse aap image ko uske naam se bhi jaan sakte ho. Yah bhi use me bahut easy hai.
I Hope aapko in Best Duplicate Image Finder Software ki help se same image ko hard disk se remove karne ki jankari mili hogi.

kaisi lagi jarur bataye or bhi jankari ke liye hamse jude rahe Aap social media ke jariye bhi hamse juda sakte hai.